Everyone has his own sort of attitude and mood. Sometimes you need to show your attitude off with your words. Here we will give you the best quotes on the best attitude Shayari 2021.
Attitude represents the personality of a person. You have to make the best version of your personality. This can only happen if you choose your words wisely. The attitude Shayari you choose must have the best make-up of words so you can set your game in just seconds with your words. Your attitude Shayari must be impressive to leave a great impact on the other person.
Here at our page you will find the best attitude Shayari of all types that you share on your WhatsApp status or send it to your friends through SMS and even you can upload it on your Facebook to get thousands of likes and comments. This attitude Shayari will leave a great impact on your social media.
You can add this attitude Shayari on your Bio or even as a caption on your display picture to get many likes and shares!
Here you will find the best attitude Shayari:
Zara Sa Hat Ke Chalta Hoon Zamane Ki Riwayat Se,
Ke Jinpe Bojh Dala Ho Woh Kandhe Yaad Rakhta Hoon.
Farq Bahut Hai Tumhari Aur Hamari Taleem Mein.
Tumne Ustaadon Se Seekha Hai Aur Humne Halaton Se.
Hara Kar Koi Jaan Bhi Le Le Toh Manzoor Hai Mujhko,
Dhokha Dene Walon Ko Main Fir Mauka Nahi Deta.
Humein Shayar Samajh Ke Yoon Najar Andaz Mat Kariye,
Najar Hum Fer Le Toh Husn Ka Bazar Gir Jayega.
Main Logon Se Mulaqaton Ke Lamhe Yaad Rakhta Hoon,
Baatein Bhool Bhi Jaaun Par Lahje Yaad Rakhta Hoon
Zameen Per Aao Phir Dekho Humari Ahmiyat Kya Hai,
Bulandi Se Kabhi Zarron Ka Andaza Nahi Hota.
Kaafile Mein Peechey Hun Kuch Baat Hai Varna,
Meri Khak Bhi Naa Paate Mere Saath Chalne Wale
Sahi Waqt Par Karwa Denge Hadon Ka Ehsas
Kuch Talaab Khud Ko Samundar Samajh Baithhe Hain
Ehsaan Yeh Raha Tohmat Lagane Walon Ka Mujh Par,
Uthh Ti Ungliyon Ne Mujhe MashHoor Kar Diya.
Hum Baazirao nahi jo Mastaani ke liye Dosti chod de,
Are PAGALI hu to Dosti ke liye hazaaro Mastaani chod denge
Agar koi chup hai to iska Matlab ye nahi ki Usko bolna nahi aata,
Ho sakta hai wo THAPPADD maarne me yakeen rkhta ho
Hamari Sarafat ko Fyada uthana band kar do,
Jis din HUM Badmaash ho gaye Kayamat Aa jaayegi
Bure hai HUM tabhi jee rahe hai,
Acche hote to ye Duniya Jeene nahi deti
Hum duniya se alag nahi,
Hamari Duniya hi alag hai
Izzat doge to Izzat paaoge,
AKAD dikhaoge to Hamara kuch nahi ukhaad paaoge
Jinke Mizaaz Duniya se ALAG hote hai,
Mehfeel me charche unke GAZAB hote hai
Khauf to awara kutte bhi machaate hai,
par Dahsat hamesha SHER ki hi rahti hai
Jo Mukaddar me hai wo khud chal kar aayega,
Jo nahi hai usse apna Khauf laayega
Ye BADMAASHI ki baatein Soch Samajh kar kiya kar BETA,
Kyonki JIn Kitaabo se tune sikha hai wo Kitaab maine hi Likhi hai
Tum Laut kar aane ki Takleef mat karna,
Hum ek MOHHBBAT do bar nahi karte
Mat lo mere Sabr ke Baandh ka Imhetaan,
Jab Jab ye Tuta, Tufaan hi Aaya hai
Agar Zindgi me kuch paana hai to,
Tareeka badlo Iraada nahi
Agar Pyaar se Foonk maare to bujh jaayege,
Nafrat se to bade bade Tufaan ujh gaye mujhe Bujhaane me
Chaahe Dushman ho Kitna bhi Paapi,
Uske liye HUM akele hi Kaafi
Jaise Sher ki Aahat Jungal Hila deti hai,
Viase hi Haamre Status LOGO ki AUKAAT dikha dete hai
Chhor Di Hai Ab Humne Wo Fankaari Varna,
Tujh Jaise Haseen Toh Hum Kalam Se Bana Dete The
Gumaan Na Kar Apne Dimag Par Ae Dost,
Jitna Tere Paas Hai Utna Mera Kharab Rehta Hai
Ye Jo ladkiyaan Mujhe BAD Boys kehti hai,
Shayad unhe ye Nahi pata ki
Sehzaade kabhi Sudhare hue nahi hote
Mere ATTITUDE me itna current hai,
Ki TU jal ke Khaakh ho Jaayegi
Sun Pagli, Tere se to Mere Dushman acche hai,
Jo har baat pe Kehta hai, Tujhe chodege nahi
Wo saath hote to Sudhar bhi jaate,
Chodakr usne Hume Aawaara bana diya
Shor Karte Raho Tum Surkhiyon Me Aane Ki,
Hamari Toh Khamoshiyan Bhi Ek Akhbaar Hain.
Dil me mohabbat ka hona jruri hai
Vrna yaad to roj dushman bhi kiya krte hain
Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta Hai, Ke
Itna Peene Ke Baad Bhi Seedha Kaise Chalta Hai
Mera Yehi Andaaz Iss Zamane Ko Khalta Hai, Ke
Itna Peene Ke Baad Bhi Seedha Kaise Chalta Hai
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Par Ungliyan,
Jinki Humein Chhune Ki Aukaat Nahi Hoti.
Dusmano ko sjaa dene ki ek tehjeeb hai meri
Main haath nhi uthata bs najro se gira deta hu
Jha kadr na ho apni wha jaana fijool hai
Chahe kisi ka ghr ho chahe kisi ka dil
Naaz Kya Iss Pe Jo Badla Zamane Ne Tumhein,
Hum Hain Woh Jo Zamane Ko Badal Dete Hain.
Gumaan Itna Nahi Achha Tu Sunn Le Pehle Jaane Ke,
Paltne Par Mukar Sakta Hun Tujhko JanNe Se Bhi.
Mere Lafzon Se Na Kar Mere Kirdar Ka Faisla,
Tera Wajood Mit Jayega Meri Haqeeqat Dhoondte Dhoondte
Mehboob Ka Ghar Ho Ya Farishton Ki Ho Zameen,
Jo Chhor Diya Phir Use Murkar Nahi Dekha
Khawab Mein Toh Khawab Poore Ho Nahi Sakte Kabhi,
Isliye Raahe-Haqeeqat Per Chala Karta Hun Main.
Sabke Dilon Mein Dhadkana Zaruri Nahi Hota Saahab,
Logon Ki Aankhon Me Khatkne Ka Bhi Ek Mazaa Hai.
Woh Khud Par Guroor Karte Hai,
To Isme Hairat Ki Koi Baat Nahi.
Jinhe Hum Chahte Hai,
Woh Aam Ho Hi Nahi Sakte.
Sun pagli…
Tu mohabbat hai meri isliye durr hai mujse
Agar jidd hoti to meri baahon me hoti
Teri Ego Tho 2 Din Ki Kahaani Hai
But Meri Akkad Tho Khandani Hai
Bas Deewangi Ki Khatir Teri Gali Mein Aate Hain,
Varna Aawargi Ke Liye Toh Saara Shahar Pada Hai.
Bas Deewangi Ki Khatir Teri Gali Mein Aate Hain,
Varna Aawargi Ke Liye Toh Saara Shahar Pada Hai.
ilaaj Yeh Hai Ke Majboor Kar Diya Jaaun,
Warna Yun Toh Kisi Ki Nahi Suni Maine.
Jo Shiddat Se Chahoge Toh Hogi Arzoo Poori,
Hum Woh Nahi Jo Tumhein Khairat Mein Mil Jayein.
Aag Lagana Meri Fitrat Mein Nahi Hai,
Meri Sadgi Se Log Jale Toh Mera Kya Kasoor.
Jis Din Yaad Karega Meri Mohabbat Ko
Bohut Roye Ga Khud Ko Bewafa Samjh Kar
Main Mohabbat Karta Hun Toh Toot Ke Karta Hun,
Ye Kaam Mujhe Zarurat Ke Mutabik Nahi Aata.
Thhehar Sake Jo Labon Pe Humare,
Hansi Ke Siwa Hai Majaal Kiski.
Ek Isee Usool Par Guzari Hai Zindagi Maine,
Jisko Apna Maana Use Kabhi Parkha Nahin.
Log Wakif Hain Meri Aadaton Se,
Rutba Kam Hi Sahi LaJawab Rakhta Hun.
Dil se krte hai mohabbat ho ya nfrat
Tbi to yaaro ke yaar hai aur dusmano ke dusman
Pyar Ke Do Meethhe Bol Se Khareed Lo MujhKo,
Daulat Dikhayi Toh Saare Jahaan Ki Kam Paregi
Nafrat bhi hum hasiyat dekh kar krte hain
Pyaar to bhut durr ki Baat hai
With these words of attitude Shayari, you will leave your audience astounded by your personality. As you know, the first impression is the last impression, so leave your impression on others. Pick up the best attitude Shayari from the above of the ajquotes. These are the best picks of attitude Shayari you can use on a daily basis or on occasional WhatsApp status. Find more relatable quotes and shayari on @ajquotes.